vTomb Logo

Salary kaise increase kare? Video

Home
Salary kaise badhaye aaj mai aapko batana chahunga? Appraisal ke waqt kaafi logo nirash ho jaate hai kyuki unhe lagta hai ki unki performace ke comparision me unhe salary increment kam mili hai ya fir promotion nahi mila. Aaj mai aapko aisi kuch adivce dunga ki jisse aap salary increment paa sakte hai.

Sabse pehle to aap sochiye ki aapne poore saal me kya kiya hai. Fir uski ek list banaiye kyuki poore saal me kiye gaye kaamo ko yaad rakh paana thoda mushkil hai.

Apne manager ya boss ko apni kiye gaye kaam aur unke results ke baare me bataaiye: Kaafi baar managers apne kaamo me busy rehte hai jiske kaaran wah aap par dhyaan jyaada nahi de paate. Isliye agar aapne accha bhi perform kiya hoga to unko pata nahi chal paata. Isliye apni achievement ke baare me apne boss ko bataane me sharmiye mat. Kyuki kabhi kabhi baat karne se hi baat banti hai. Unhe kahiye ki aapne pichle ek saal me kya kya kaam kiya hai aur aapne kya zimmedari uthaayi hai.

Agar aapne aisi koi problem ko solve karne me madad ki hai jisse aapki team ko ya company ko fayda hua ho ya phir uski wajah se kaam fast ho gaya ho to use bataane me chukiye mat.

Ho sakta hai aapne training di ho. Training dena bhi perform karne jaisa hi hai. Aap training dete waqt doosro ko gyaan dete ho jiske liye communication skills acchi hona zaruri hai. To agar aapne training di hai to ya bhi aapke performance me count hoga. Isse zaroor bataaiye apne boss ko appraisal meeting me.

Yaad rakhiye company sabse pehle apna fayda dekhti hai aur baadme aapka fayda. Isliye aapko hi proactively apne aap ko aise present karna hoga ki aap apni company me ek mahatvapoorna bhoomika nibha rahe ho.

Industry standard ke hisaab se increment maangiye. Industry standard yaani aapki field me aur aapki company jis field me hai usme har saal kitna increment milta hai. Jaise kuch companies me average performer ko 10% aur bahut accha perform kiya to 15 ya 20 % increment milta hai. Toh aap increment maangne se pehle internet par is baat ka research zaroor kar lijiye.

Increment sahi samay par maangiye: Agar aapki company loss me hai aur aap us waqt increment maangoge to salary badhne ke chances bahut kam hai par agar aap us waqt increment maangoge jab comapny fayde me hai ya koi naya bada project unhe mila hai to chances bahut jyaada hai ki aapko increment mil jaye. Toh aapko agar aisa lagta hai ki yah waqt company ke liye kaafi bura chal raha hai to thoda intazaar kar lijiye. Yaad rahiye hathoda tab hi maarna chahiye jab loha garam ho.

Akhir me yahi kahunga ki salary badhaane ke liye apni personal problems ka zikr mat kijiye jaise aapko behen ki shaadi karwaani hai, ya aage ki padhaai ke liye paise jama karne hai wagahra wagahra.

website: https://codehindi.com
150 chances to become an millionaire

150 chances to become an millionaire

wildsbet.com

#big wins#winners#games#casinos

About the Site 🌐

This site provides links to random videos hosted at YouTube, with the emphasis on random. πŸŽ₯

Origins of the Idea 🌱

The original idea for this site stemmed from the need to benchmark the popularity of a video against the general population of YouTube videos. 🧠

Challenges Faced πŸ€”

Obtaining a large sample of videos was crucial for accurate ranking, but YouTube lacks a direct method to gather random video IDs.

Even searching for random strings on YouTube doesn't yield truly random results, complicating the process further. πŸ”

Creating Truly Random Links πŸ› οΈ

The YouTube API offers additional functions enabling the discovery of more random videos. Through inventive techniques and a touch of space-time manipulation, we've achieved a process yielding nearly 100% random links to YouTube videos.

About YouTube πŸ“Ί

YouTube, an American video-sharing website based in San Bruno, California, offers a diverse range of user-generated and corporate media content. 🌟

Content and Users 🎡

Users can upload, view, rate, share, and comment on videos, with content spanning video clips, music videos, live streams, and more.

While most content is uploaded by individuals, media corporations like CBS and the BBC also contribute. Unregistered users can watch videos, while registered users enjoy additional privileges such as uploading unlimited videos and adding comments.

Monetization and Impact πŸ€‘

YouTube and creators earn revenue through Google AdSense, with most videos free to view. Premium channels and subscription services like YouTube Music and YouTube Premium offer ad-free streaming.

As of February 2017, over 400 hours of content were uploaded to YouTube every minute, with the site ranking as the second-most popular globally. By May 2019, this figure exceeded 500 hours per minute. πŸ“ˆ

List of ours generators⚑

Random YouTube Videos Generator

Random Film and Animation Video Generator

Random Autos and Vehicles Video Generator

Random Music Video Generator

Random Pets and Animals Video Generator

Random Sports Video Generator

Random Travel and Events Video Generator

Random Gaming Video Generator

Random People and Blogs Video Generator

Random Comedy Video Generator

Random Entertainment Video Generator

Random News and Politics Video Generator

Random Howto and Style Video Generator

Random Education Video Generator

Random Science and Technology Video Generator

Random Nonprofits and Activism Video Generator

By using our services, you agree to our Privacy Policy.
Alternative random YouTube videos generator: YouTuBeRandom
vTomb Β© 2024
By using our services, you agree to our Privacy Policy.
OK